Posts

Showing posts from March, 2023

Naat - Duniya Ke Ae Musafir...English lyrics by Junaid Jamshed

Image
Duniya k ae musafir Manzil teri qabar hai Manzil teri qabar hai Tay kar raha hai jo tou Do din ka ye safar hai Do din ka ye safar hai  Duniya k ae musafir Manzil teri qabar hai Manzil teri qabar hai  Tay kar raha hai jo tou Do din ka ye safar hai Do din ka ye safar hai Jab se bani hai duniya Laakhon  karoro aaye Baaqi raha na koi Matti mein sab samaaye Matti mein sab samaaye Mat bhoolna yahan par Sab ka yahi hashar hai Sab ka yahi hashar hai Duniya k ae musafir Manzil teri qabar hai Manzil teri qabar hai   Tay kar raha hai jo tou Do din ka ye safar hai Do din ka ye safar hai Aankhon se tune apni Kitne jannaze dekhe Haathon se tune apne Dafnaaye kitne murday Anjaam se tu apne Kyun itna bekhabar hai Kyun itna bekhabar hai Duniya k ae musafir Manzil teri qabar hai Manzil teri qabar hai Makhmal pe sonay waale Mitti pe so rahe hain Shaaho gada yahan par Sab aik ho rahe hain Sab aik ho rahe hain Dono howe baraber Yhe maut ka asar hai Yhe maut ka asar hai Duniya k ae musafi...