Naat - Duniya Ke Ae Musafir...English lyrics by Junaid Jamshed
Manzil teri qabar hai
Manzil teri qabar hai
Tay kar raha hai jo tou
Do din ka ye safar hai
Do din ka ye safar hai
Duniya k ae musafir
Manzil teri qabar hai
Manzil teri qabar hai
Tay kar raha hai jo tou
Do din ka ye safar hai
Do din ka ye safar hai
Jab se bani hai duniya
Laakhon karoro aaye
Baaqi raha na koi
Matti mein sab samaaye
Matti mein sab samaaye
Mat bhoolna yahan par
Sab ka yahi hashar hai
Sab ka yahi hashar hai
Duniya k ae musafir
Manzil teri qabar hai
Manzil teri qabar hai
Tay kar raha hai jo tou
Do din ka ye safar hai
Do din ka ye safar hai
Aankhon se tune apni
Kitne jannaze dekhe
Haathon se tune apne
Dafnaaye kitne murday
Anjaam se tu apne
Kyun itna bekhabar hai
Kyun itna bekhabar hai
Duniya k ae musafir
Manzil teri qabar hai
Manzil teri qabar hai
Makhmal pe sonay waale
Mitti pe so rahe hain
Shaaho gada yahan par
Sab aik ho rahe hain
Sab aik ho rahe hain
Dono howe baraber
Yhe maut ka asar hai
Yhe maut ka asar hai
Duniya k ae musafir
Manzil teri qabar hai
Manzil teri qabar hai
Matti ke putle tujh ko
Matti mein hai samaana
Ek din yahan tu aaya
Ek din yahan se jaana
Ek din yahan se jaana
Rukna nahi yahan par
Jaari tera safar hai
Jaari tera safar hai
Duniya k ae musafir
Manzil teri qabar hai
Manzil teri qabar hai
Tay kar raha hai jo tou
Do din ka ye safar hai
Do din ka ye safar hai
Duniya k ae musafir
Comments
Post a Comment